hindi lyrics

Damn Lyrics In English | Raftaar Ft. KR$NA | Mr. Nair

Damn Lyrics In English | Raftaar Ft. KR$NA | Mr. Nair

Singer Raftaar & Kr$Na
Singer Raftaar
Song Writer Raftaar & Kr$Na

Damn Lyrics

Yeah yeah…Kabhi kabhi mujhe lage mere piche ek saaya

Jo aaya hai mujhe bataane ki

Woh aage zyada jo chaate zamaane ki

Lat badi lagi jinhe auron ka khaane ki

(Haan!)

Kitna hi khaa lenge haan

Kitna bacha lenge haan

Yeah yeah yeah..

Bhaage jo bawarchi inke

Khud ka bana lenge kya (kya kya)

Khudko sambhalenge kya

Ye karma mitayenge haan

Khud jo hain ghar pade woh

Humko woh ghar bitha lenge kya

Par mujhe kya mujhe kya

Main kisi ki ni sunta

Mujhe poore karne armaan ghar ke

Aur sapne jo main bunta

Kaafi dabi padi mere dil mein hai baatein

Dil se na nikle woh studio ki raatein

Aayi gayi jaane kitni hai barsaat

Jo pehle mere bhai the wo ab bhi mere saath hain

Yeah!

Aankhein milaoge na ya aankhein churaoge haan

Sabse banaate ho baatein khudko bana loge kya

Kyunki main deta ni damn

Kyunki main deta ni damn, yea yea

Kyunki main deta ni damn

Kyunki main deta ni damn, yea yea

Par ab main deta ni time

Haan ab main deta ni time, yea yea

Par ab main deta ni time

Haan ab main deta ni time, yea yea

Kyunki main deta ni damn

Kyunki main deta ni damn

(I don’t give a damn)

Kyunki main deta ni damn

Kyunki main deta ni damn

(I don’t give a damn)

(KR$NA)

Samajh nahi paate

Mujhe ye samajh nahi paate

Karte ye bhasad ki baatein

Par chashme laga ke bhi ye nazar nahi aate

Main toh deta nahi damn

Karne mein khatam main leta ni time

Saath mein laya ye wali gang

Kalamkaar meri ek aadhi fam (aye)

Rakhu main paas

Kareeb jo mere hain khaas

Baaki na karta bardaasht

Gaano mein chhodu main laash

Antim ardaash

Paisa hai paas

Ab meri zubaan ka inko to samjh nahi aata

Raftaar

Aaj jo kara hai

Kisi ka namak nai khata

Kehna jo kehn do (kehn do)

Milta nahi chain aise django

Hater hain sekdon

Par main hoon thankful

Karun main handle

Shukriya fans ko (fans ko)

Bante aaj fans bro

Bante aaj fans bro

Trap jaise band ho muskuraata

Jab jaat hoon bank ko

Kyunki mein deta nahi damn

Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn)

Damn Lyrics

Kyunki mein deta nahi damn

Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn)

Par ab mein deta nahi time

Ha mein ab deta nahi time (yeah, yeah)

Kyunki mein deta nahi damn

Kyunki mein deta nahi damn

(I don’t give a damn)

Kyunki mein deta nahi damn

Kyunki mein deta nahi damn

(I don’t give a damn)

Par mein ab nahi deta time

Par ab mein deta nahi time (yeah, yeah)

Ghar pe lambi gaadi

Ghar mein bakse mein hai rolly

Rehta apne trip mein

Par main khata nahi Molly

Studio hai ghar mein office 200 meter door

Boli meri meethi par main haathon se mazdoor

Na na (na na)

Mere aage zor na chala

Na na (na na)

Le le ye free ki slaah

Haan haan

Manta meri kahan

Haan haan

Sab tu bhulate jaa

Dushman ko gale laga

Being an artist

Being me

That was my best excuse for being crazy

Also Read : Ardaasan Kardi Lyrics | Jaskaran Riar | Ft. Shehnaz Gill

Show More

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button
Close
Close